
@aiautomation.hindi
AI Automation Hindi
AI calling agent, chatbot, WhatsApp, aur Instagram/Facebook leads. Hindi mein, aapke business ke liye.
Services
- AI Calling AgentHindi mein call uthata hai, aapke setup se jawab deta hai, aur appointment note kar sakta hai.
- AI ChatbotAapke likhe hue jawab site, Instagram, ya WhatsApp pe. Naam aur number tab leta hai jab aap woh step on karte ho.
- WhatsApp AutomationReminder, follow-up, aur booking summary. Message wahi hota hai jo aap likhte ho.
- Instagram/Facebook Lead AutomationIG aur Facebook ads, comments, aur DMs ke leads CRM mein aa jate hain. AI unhe minutes mein call karta hai.
Aapka business type kya hai?
Demo call
Demo call
Ye ek sample demo hai: AI receptionist raat ko patient ka appointment book kar rahi hai
CRM flow
1
Lead aata hai
Call, Instagram, ya Facebook se.
2
AI agent Hindi mein baat karta hai
Call karta hai, ya aayi hui call uthata hai.
3
Jawab aur booking
Sawal ka jawab milta hai, aur booking ho jati hai.
4
CRM mein save
Recording aur summary CRM mein save hoti hai.
5
Follow-up call
Aapke rule ke hisaab se dobara call ja sakti hai.
6
Owner dashboard
Owner sab calls, notes, aur agla step ek jagah dekhta hai.
- 24x7
- Hindi
- Under 1 min callback
AI Automation Hindi
@aiautomation.hindi